Best seo in karachi

Best seo in karachi
~~(raheel.hb24@yahoo.com)~~

Monday 10 January 2011

Keyword Research

Keywords se murad who word hote hain, jo log search engine main search karke aap ki site tak ate hain, yeh word joke aik key ka karadar aada karte hain, aisle yeh word keyword kihla te hain,

Yeh the taref keyword ki, aab hum yeh jante hain ke kue zarori hain keywords research, duniya main kafi services online hain, aur internet main kafi visitors hain jo roz online services se fiada utha rahe hain, bhut se country main tu online hi shopping aur purchasing ki jate hain, aur abb duniya main bhut batri numbers main vistors online hi purchasing or shopping kar rahe hain, duniya main internet use karne waloo ki numbers main rooz ba rooz aizafa ho raha hain,

Aab Hum yeh jante hain, ke keywords research kistraha ki jay, sab se pahle who business jis par aap ki site FOCUS hain, aus ke Competitor analysis ke jay, for example dissertation, thesis, essay, term paper, car, online mobile shop etc,se mutaliq hain, for example hum term paper keyword ko lite hain aur ausko google main search karte hain,BHUT SE websites show hogi,


Ain sits ko analysis karee ainoo ne konse keywords focus kie hain, ain keyword se related aunki aik list bane for example term paper hain tu sits ne buy term paper, term paper help, term paper writing wigra focus kie hogay, aur bhi keywords mil jay gay AIN KI AIK EXCEL SHEET MAIN NOTE KARKE then aap aun ko keyword tool main search maloom kare yeh keywords monthly kitne dafa search hote hain, best keyword tool yeh hain,

https://adwords.google.com/select/KeywordToolExternal

ais tool ke zare aap na sirf aap Competition aur Monthly Searches maloom kar sakte hain, balke aap niche keywords bhi maloom karsakte hain,


Sab ache keywords reacher who hotE hain, jo aise keyword find karta hain jinka computation kam aur auski searches zada ho, yani who bhut zada search hote ho, new sits kele himsha low compution ko focus kia jay, then jise hi site purani hoti jay tu high compution KEYWORDS ko BHI focus kia jasakta hain, aistraha aap basanii na sirf keyword ranking hasil karsakte hain balke vistor bhi,

No comments:

Post a Comment