Best seo in karachi

Best seo in karachi
~~(raheel.hb24@yahoo.com)~~

Monday 17 January 2011

کےوورڈس سے مراد

کےوورڈس سے مراد وھو وورڈ ہوتے ہیں ،جو لوگ سیارچ انجن میں سیارچ کرتے ہیں ،تکے آپ کی website تک پوچ سکے ،یہ word جوکےآپ کی website
تک پوچھنے کیلے ایک چابی کا کردار ادا کرتے ہیں ایسلے یہ کےوورڈس کھلا تے ہیں ،

Monday 10 January 2011

Keyword Research

Keywords se murad who word hote hain, jo log search engine main search karke aap ki site tak ate hain, yeh word joke aik key ka karadar aada karte hain, aisle yeh word keyword kihla te hain,

Yeh the taref keyword ki, aab hum yeh jante hain ke kue zarori hain keywords research, duniya main kafi services online hain, aur internet main kafi visitors hain jo roz online services se fiada utha rahe hain, bhut se country main tu online hi shopping aur purchasing ki jate hain, aur abb duniya main bhut batri numbers main vistors online hi purchasing or shopping kar rahe hain, duniya main internet use karne waloo ki numbers main rooz ba rooz aizafa ho raha hain,

Aab Hum yeh jante hain, ke keywords research kistraha ki jay, sab se pahle who business jis par aap ki site FOCUS hain, aus ke Competitor analysis ke jay, for example dissertation, thesis, essay, term paper, car, online mobile shop etc,se mutaliq hain, for example hum term paper keyword ko lite hain aur ausko google main search karte hain,BHUT SE websites show hogi,


Ain sits ko analysis karee ainoo ne konse keywords focus kie hain, ain keyword se related aunki aik list bane for example term paper hain tu sits ne buy term paper, term paper help, term paper writing wigra focus kie hogay, aur bhi keywords mil jay gay AIN KI AIK EXCEL SHEET MAIN NOTE KARKE then aap aun ko keyword tool main search maloom kare yeh keywords monthly kitne dafa search hote hain, best keyword tool yeh hain,

https://adwords.google.com/select/KeywordToolExternal

ais tool ke zare aap na sirf aap Competition aur Monthly Searches maloom kar sakte hain, balke aap niche keywords bhi maloom karsakte hain,


Sab ache keywords reacher who hotE hain, jo aise keyword find karta hain jinka computation kam aur auski searches zada ho, yani who bhut zada search hote ho, new sits kele himsha low compution ko focus kia jay, then jise hi site purani hoti jay tu high compution KEYWORDS ko BHI focus kia jasakta hain, aistraha aap basanii na sirf keyword ranking hasil karsakte hain balke vistor bhi,

SEO KI TARQEB-E-HIKMAT AAMLI

SEO AIK MUSKIL KAM HAIN,KISE BHI SITE KO SEARCH ENGINE MAIN UPAR LANE KELE ZARORAI HAIN AIK ACHA PLAN BANAYA JAY.JISME ONE PAGE FACTOR AUR OFF FACTOR DONO KO FOCUS KIA JAY,

AAB YAHA SAWAL YEH PIDA HOTA HAIN,

one page aur off page hota kia hain?


on page FACTOR:


one page factor se murad apni website ko search engine ke point view se tarteb dina hain,ais main website structure website content, meta tag,internal linking,keywords research, etc,ain par working karna hain,


off page factor:

off page factor se murad woh working jo apni site par na ho balke kise dosri ki site par jakar link submit karne ko kihtahe hain, yeh kue ki jate hain?yeh sawal pida hota hain, yeh aisle ki jate hain ,search engine keyword ranking dite waqt ain links ko account karta hain aisle zarori hain ke aap site ki search engine submission kare,submission karne ke kie method hain,yeh method hum gay detail main expalin kare gay,